Wednesday 22 May 2013

Anti Corruption Slogans In Hindi

1. Gali Gali Main Shor Hai Bhrastaachari Chor Hai.

2. Bhrastaachar Mito Desh Bachaao

3. Tu Peisa Peisa Krta Hei Aur Bhrastaachar Par Mrta Hei, Tu 1 Baat Mujhy Batlaa Dey Itney Paison Ka Kya Krta Hei.

4. Ghush Paap Ki Kamaai Hai, Tuney Gareeb Ki Roti Cheeni Hai.

5. Desh Bhrastaachar Sey Maraa Hai, Agr Desh Pyaara Hai Toh Bhrastaachar Mitao.

6. Lokshaai Ko Lanaa Hai, Desh Ko Bachanaa Hai.

Indian Road Safety Slogans

1. Yataayat Niyamon Ka Palan Kren, Durghatna Sey Bachey Rhen.
2. Suraksha Hi Sarvpari Hai.
3. Sadak Suraksha Jevan Raksha.
4. Sadak Suraksha Ka Gyan, Milta Hai Jeevan Daan.
5. Laaparvahi Se Vahan Na Chalayen, Apna Aur Apney Pariwar Ka Jeevan Bachayen.

Independence Day In Hindi For Childrens.







1. Shidon Ki Majaaron Par Lagegey Har Varsh Yeh Meley
Watan Par Marney Vaaley Ka Aakhir Yhi Nishaa Hoga.

2. Jishko Naa Nij Gorav Thata Nij Desh Ka Abhimaan Hai
Vo Nar Nhi Pashoo Hi Nira Aroo Mritak Saman Hai.

3. Jo Bhara Nhi Hai Bhaavon Sey Jishmein Behti Rashdhaar Nhi
Vi Hriday Nhi Vo Patthar Hai Jishmey Savdesh Ka Pyaar Nhi.

child education in india quotes



1. Kal Ushke Aangan Mein Nai Khushiyan Aayen Gi.

2. Padhe Ga Likhe Ga Bharat To Aage Badhega Bharat.

3. Bahut Zaroori Hoti Siksha Sare Avgun Dhoti Shiksha.

4. Seeksha Paakar Hi Bantey Hain Neta Afsar Aur Shikshak.

5. Kartavyon Ka Bodh Krati Adhkaron Ka Gyaan.

6. Budhiman Ko Budhi Deti Aur Agyaani Ko Gyan.

7. Seeksha Sey Hi Ban Sakta Hai Mera Desh Mahaan.

Save Environment Shayari

1. Dharti Ho Rhi Khatam Sabko Maran Ka Hai Aamantran.

2. Jan Jan Sey Yeh Kehna Hai Vriksha Dhara Ka Gehna Hai.

3. Katley Vriksh Aur Ujadtey Wan De Rhe Parley Ko Aamantran.

4. Ped Lagaao Desh Bachaao Ish Dhara Ko Swarg Banao.

5. Sudh Na Hoga Agr Vatavaran Manvata Ka Hoga Maran.

6. Pedon Ko Mat Kato Bhai Yeh Krten Hain Prakritik Bharpaai.

7. Kadi Dhoop Mein Jalten Hain Paanv
Hotey Agar Ped Toh Milti Thandi Chaanv.

End Poverty Sayings




 
1. Garib Roti Khojata Hai Aur Ameer Bhook.

2. Gareebon Ki Sewa Hi Ishwar Ki Sewa Hai.

3. Kuber Bhi Agar Aay Sey Adhik Kharch Karey Tho Nirdhan Ho Jata Hai.

4. Ush Manushya Sey Adhik Garib Koi Nhi Jishkey Pass Sirf Dhan Hai.

5. Gareebi Manushya Ko Budhimaan Banati Hai.

6. Gareeb Veh Nhi Jishkey Pass Kuch Nhi Balki Garib Veh Hai Jishkei Iccha Kam Nhi Hain.